ترے سینے میں دم ہے دل نہیں ہے
ترا دم گرمیٔ محفل نہیں ہے
Tere sine mein dam hai dil nahin hai
Tera dam garmi-e-mahfil nahin hai
گزر جا عقل سے آگے کہ یہ نور
چراغ راہ ہے منزل نہیں ہے!
Guzar ja aql se aage ki ye nur
Charagh-e-rah hai manzil nahin hai!