یہ سحَر جو کبھی فردا ہے کبھی ہے امروز
نہیں معلوم کہ ہوتی ہے کہاں سے پیدا
Ye sahar jo kabhi farda hai kabhi hai imroz
Nahin maalum ke hoti hai kahan se paida
وہ سحَر جس سے لَرزتا ہے شبستانِ وجود
ہوتی ہے بندۂ مومن کی اذاں سے پیدا
Woh sahar jis se larazta hai shabistan-e-wujud
Hoti hai banda-e-momin ki azan se paida