محبت کا جنوں باقی نہیں ہے
مسلمانوں میں خوں باقی نہیں ہے
Mohabbat ka junun baqi nahin hai
Musalmanon mein khun baqi nahin hai
صفیں کج دل پریشاں سجدہ بے ذوق
کہ جذب اندروں باقی نہیں ہے
Safen kaj dil pareshan sajda be-zauq
Ki jazb-e-andarun baqi nahin hai