Skip to content

Poetry · Theme

Umeed (Hope)

امید

Couplets on Umeed (Hope) by the great Urdu poets — in Urdu script with Roman Urdu. Share any of them as an image.

Share with friends

WhatsApp Facebook X (Twitter) Telegram
4 Couplets

بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدی

مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے

buton se tujh ko umeeden khuda se naumeedi

mujhe bata to sahi aur kafiri kya hai

— Allama Muhammad Iqbal, Nigah-e-faqr mein shan-e-sikandari kya hai Link to this couplet

راتوں کو چلنے والے رہ جائیں تھک کے جس دم

امید ان کی میرا ٹوٹا ہوا دیا ہو

raaton ko chalne wale reh jayen thak ke jis dam

umeed un ki mera toota hua diya ho

— Allama Muhammad Iqbal, Ek Aarzu (Duniya ki mehfilon se ukta gaya hoon ya rab) Link to this couplet

اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غم

مقامات آہ و فغاں اور بھی ہیں

agar kho gaya ik nasheman to kya gham

maqamat-e-aah-o-fughan aur bhi hain

— Allama Muhammad Iqbal, Sitaron se aage jahan aur bhi hain Link to this couplet

کیا غم ہے جو رات ہے اندھیری

میں راہ میں روشنی کروں گا

kya gham hai jo raat hai andheri

main raah mein raushni karunga

— Allama Muhammad Iqbal, Hamdardi (Tehni pe kisi shajar ki tanha) Link to this couplet

· · / ·

Chapters