شیخ صاحب بھی تو پردے کے کوئی حامی نہیں
مفت میں کالج کے لڑکے ان سے بدظن ہو گئے
Shaikh sahab bhi to parde ke koi hami nahin
Muft mein college ke larke un se bad-zan ho gaye
وعظ میں فرما دیا کل آپ نے یہ صاف صاف
پردہ آخر کس سے ہو جب مرد ہی زن ہو گئے
Vaaz mein farma diya kal aap ne ye saaf saaf
Parda akhir kis se ho jab mard hi zan ho gaye