یہاں مرض کا سبب ہے غلامی و تقلید
وہاں مرض کا سبب ہے نظام جمہوری
Yahan maraz ka sabab hai ghulami-o-taqlid
Vahan maraz ka sabab hai nizam-e-jamhuri
نہ مشرق اس سے بری ہے، نہ مغرب اس سے بری
جہاں میں عام ہے قلب و نظر کی رنجوری
Na mashriq is se bari hai, na maghrib is se bari
Jahan mein aam hai qalb-o-nazar ki ranjuri